کیوں نہ مہکیں گلاب آنکھوں میںہم نے رکھے ہیں خواب آنکھوں میں
رات آئی تو چاند سا چہرہلے کے آیا شراب آنکھوں میں
دیکھو ہم اک سوال کرتے ہیںلکھ کے رکھنا جواب آنکھوں میں
اس میں خطرہ ہے ڈوب جانے کاجھانکئے مت جناب آنکھوں میں
کبھی آنکھیں کتاب میں گم ہیںکبھی گم ہے کتاب آنکھوں میں
کوئی رہتا تھا رات دن علویؔانہیں خانہ خراب آنکھوں میں
— محمد علوی
Kyun na mehkein gulaab aankhon meinHum ne rakhe hain khwab aankhon mein
Raat aayi toh chaand sa chehraLe ke aaya sharab aankhon mein
Dekho hum ek sawal karte hainLikh ke rakhna jawab aankhon mein
Is mein khatra hai doob jaane kaJhaankiye mat janab aankhon mein
Kabhi aankhen kitaab mein gum hainKabhi gum hai kitaab aankhon mein
Koi rehta tha raat din AlviInhein khana kharab aankhon mein