رات کا یہ سمندر تمہارے لیےتم سمندر کی خاطر بنے ہو
دلوں میں کبھی خشکیوں کی سحر کا تصور نہ آئےاسی واسطے تم کو بے بادباں کشتیاں دی گئی ہیں
سفر رات کے اس سمندر کی گہرائیوں کا سفر بیکراں ہےاکیلے ہو تم اور اکیلے رہوگے
مگر آسماں کی جگہ آسماں اور زمیں کی جگہ یہ زمیںتم سے قائم ہے
دائم ہے یہ راتاور رات کے تم امیں ہو
اگر آنکھ میں نور کا کوئی منظر ہےاس کی حفاظت کرو
— شہریار
Raat ka yeh samandar tumhare liyeTum samandar ki khaatir bane ho
Dilon mein kabhi khushkiyon ki sehar ka tasawwur na aayeIsi waaste tum ko be-baadbaan kashtiyan di gayi hain
Safar raat ke is samandar ki gehraiyon ka safar be-kiran haiAkele ho tum aur akele rahoge
Magar aasman ki jagah aasman aur zameen ki jagah yeh zameenTum se qaim hai
Daim hai yeh raatAur raat ke tum ameen ho
Agar aankh mein noor ka koi manzar haiUss ki hifazat karo