رات کی کھلی کھڑکیبند ہونے والی ہے
چاند کے کٹورے میںاوس بھرنے والی ہے
یہ عجب سفر اس کااب تمام ہوتا ہے
لا زوال ہونے کادیکھو کیا بہانہ ہے
کل بھی اک حقیقت تھاآج بھی فسانہ ہے
آسمان کی جانبسب کے ہاتھ اٹھتے ہیں
اس کے خون کی سرخیبرگ و بار لائے گی
بے نماز بندوں پریعنی ان درندوں پر
ہر قدم مصائب کاانتظار لائے گا
— شہریار
Raat ki khuli khidkiBand hone wali hai
Chand ke katoray meinOs bharne wali hai
Yeh ajab safar us kaAb tamaam hota hai
La zawaal hone kaDekho kya bahana hai
Kal bhi ik haqeeqat thaAaj bhi fasaana hai
Aasman ki jaanibSab ke haath uthte hain
Is ke khoon ki surkhiBarg o baar laayegi
Be-namaaz bandon parYaani un darindon par
Har qadam masa'ib kaIntizaar laayega