زندگی جب بھی تری بزم میں لاتی ہے ہمیںیہ زمیں چاند سے بہتر نظر آتی ہے ہمیں
سرخ پھولوں سے مہک اٹھتی ہیں دل کی راہیںدن ڈھلے یوں تری آواز بلاتی ہے ہمیں
یاد تیری کبھی دستک کبھی سرگوشی سےرات کے پچھلے پہر روز جگاتی ہے ہمیں
ہر ملاقات کا انجام جدائی کیوں ہےاب تو ہر وقت یہی بات ستاتی ہے ہمیں
— شہریار
Zindagi jab bhi teri bazm mein laati hai hameinYe zameen chaand se behtar nazar aati hai hamein
Surkh phoolon se mahak uthti hain dil ki raaheinDin dhale yoon teri aawaaz bulaati hai hamein
Yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi seRaat ke pichhle pahar roz jagaati hai hamein
Har mulaqat ka anjaam judai kyun haiAb to har waqt yehi baat sataati hai hamein