کارواں سے کچھ اس طرح بچھڑےاب کہیں کارواں نہیں ملتا
درد معراج کو پہنچتا ہےجب کوئی ترجماں نہیں ملتا
رہبروں کی ہوئی وہ ارزائیرہ رووں کا نشاں نہیں ملتا
بے زباں ہو گئے زباں والےاب کوئی ہم زباں نہیں ملتا
عرشؔ کس سے کہوں میں دل کا رازراز ہے رازداں نہیں ملتا
— عرش ملسیانی
Kaarwaan se kuchh is tarah bichhreAb kahin kaarwaan nahin milta
Dard meraaj ko pahunchta haiJab koi tarjamaan nahin milta
Rahbaron ki hui woh arzaaiRah rawon ka nishaan nahin milta
Be zabaan ho gaye zabaan waaleAb koi hum zabaan nahin milta
Arsh kis se kahoon main dil ka raazRaaz hai raazdaan nahin milta