مستی بہ ذوق غفلت ساقی ہلاک ہےموج شراب یک مژۂ خواب ناک ہے
جز زخم تیغ ناز نہیں دل میں آرزوجیب خیال بھی ترے ہاتھوں سے چاک ہے
جوش جنوں سے کچھ نظر آتا نہیں اسدؔصحرا ہماری آنکھ میں یک مشت خاک ہے
— مرزا غالب
Masti ba-zauq-e-ghaflat-e-saaqi halak haiMauj-e-sharāb yak maza-e-khwab-e-naak hai
Juz zakhm-e-tegh-e-naaz nahin dil mein aarzooJaib-e-khayaal bhi tere hathon se chaak hai
Josh-e-junoon se kuch nazar aata nahin AsadSahra hamari aankh mein yak musht-e-khak hai