مر گیا غم میں ترے ہائے میں روتا روتاجیب و دامن کے تئیں اشک سے دھوتا دھوتا
غیر از خار ستم کچھ نہ اگا اور کہیںکشت الفت میں پھرا اشک میں بوتا بوتا
رفتہ رفتہ ہوا آخر کے تئیں کو مفلسنقد کو عمر کی میں ہجر میں کھوتا کھوتا
گرچہ فرہاد تھا اور قیس جنوں میں مشہورایک دن میں بھی پہنچ جاؤں گا ہوتا ہوتا
چونک آصفؔ نے بنایا عجب اپنا احوالاٹھ گیا پاس سیں تو صبح جو سوتا سوتا
— آصف الدولہ
Mar gaya gham mein tere haaye main rota rotaJeb-o-daaman ke taeen ashk se dhota dhota
Ghair az khaar-e-sitam kuch na uga aur kahinKisht-e-ulfat mein phira ashk main bota bota
Rafta rafta hua aakhir ke taeen ko muflisNaqd ko umr ki main hijr mein khota khota
Garche Farhad tha aur Qais junoon mein mashhoorEk din main bhi pahunch jaaun ga hota hota
Chunke Asif ne banaya ajab apna ahwaalUth gaya paas seen to subah jo sota sota