جس دل ربا سوں دل کوں مرے اتحاد ہےدیدار اس کا میری انکھاں کی مراد ہے
رکھتا ہے بر میں دلبر رنگیں خیال کوںمانند آرسی کے جو صاف اعتقاد ہے
شاید کہ دام عشق میں تازہ ہوا ہے بندوعدے پہ گل رخاں کے جسے اعتماد ہے
باقی رہے گا جور و ستم روز حشر لگتجھ زلف کی جفا میں نپٹ امتداد ہے
مقصود دل ہے اس کا خیال اے ولیؔ مجھےجیوں مجھ زباں پہ نام محمد مراد ہے
— ولی محمد ولی
Jis dilruba sooñ dil kooñ mere ittehad haiDeedar us ka meri ankhañ ki murad hai
Rakhta hai bar mein dilbar-e-rangeen khayaal kooñManind-e-aarsi ke jo saaf e'teqaad hai
Shaayad ke daam ishq mein taza hua hai bandWaade pe gul-rukhañ ke jise e'temaad hai
Baaki rahega jabr-o-sitam roz-e-hashr lagTujh zulf ki jafa mein nipat imtedaad hai
Maqsood-e-dil hai us ka khayaal aye Wali mujheJeeyoñ mujhe zabaan pe naam-e-Muhammad murad hai