حریت کو آج پھر ہے ابن حیدر کی تلاشوقت کو پھر ہے کروڑوں میں بہتر کی تلاش
زندگی کو پھر ہے اک جانباز رہبر کی تلاشپھر جوانی کھونے کو ہے وہ نشان حریت
پھر ہوئی ہے دوش عباس دلاور کی تلاشپھر حمیت اٹھی ہے پھر ہے عزت گرم کار
پھر ہوئی ہے زندگی کو جوش اکبر کی تلاشدیکھنا کیفی نشاں حریت لہرائے گا
جب جہاں کو عزم شیر کربلا مل جائے گا
— کیفی اعظمی
Hurriyat ko aaj phir hai Ibn-e-Haider ki talaashWaqt ko phir hai karoron mein behtar ki talaash
Zindagi ko phir hai ek jaanbaaz rahnuma ki talaashPhir jawani khone ko hai woh nishan-e-hurriyat
Phir hui hai dosh-e-Abbas-e-dilawar ki talaashPhir hamiyat uthi hai phir hai izzat garm-e-kaar
Phir hui hai zindagi ko Josh-e-Akbar ki talaashDekhna Kaifi nishan-e-hurriyat lehraayega
Jab jahaan ko azm-e-sher-e-Karbala mil jaayega