میں ایک بچے کی طرح ہوںجو پالتو جانور اور درندے میں فرق نہیں کر سکتا
میں اس کے بہت قریب چلا جاتا ہوںایک عورت جس کی چھاتیاں بھرپور ہیں
میں ان کی نوک پر اپنے ہونٹھ رکھنا چاہتا ہوںمیں اس کے بازوؤں پر سر رکھ کر رونا چاہتا ہوں
میں ایک بچے کی طرح ہوں
— ثروت حسین
Main ek bachche ki tarah hoonJo paaltu jaanwar aur darinde mein farq nahin kar sakta
Main us ke bahut qareeb chala jaata hoonEk aurat jis ki chhatiyan bharpoor hain
Main un ki nok par apne honth rakhna chahta hoonMain us ke baazuon par sar rakh kar rona chahta hoon
Main ek bachche ki tarah hoon