جب بات ہو رہی تھی تری چشمِ ناز کیدانستہ ہم بھی کہہ گئے اک بات راز کی
پہلے جلا کے خاک کیا عشق نے ہمیںپھر اس کے بعد ہجر کی رسی دراز کی
کچھ دیر ہم بھی بیٹھ گئے زرد دھوپ میںکچھ دیر ہم نے بات کی" احمد فراز"کی
— تنویر دانش
Jab baat ho rahi thi teri chashm-e-naaz kiDaanista hum bhi keh gaye ek baat raaz ki
Pehle jala ke khaak kiya ishq ne hameinPhir us ke baad hijr ki rassi daraz ki
Kuch der hum bhi baith gaye zard dhoop meinKuch der hum ne baat ki "Ahmed Faraz" ki